21-12-2017, 01:26 AM
UPDATE - 6
mujhy yeah sun kay thora acha laga. Q kay ajj tak bohat kam logo ney aisa kaha tha.
abb agy
..................
Ali ajay aur vijay kay sath class main chala gia.
phir class main ik madam Aai.
sab larky khary ho gyy.
madam- sit down . mera naam Rukmari hey aur main yhan tumhy Hindi ki teacher hu.
madam- app sab ik ik kar kar apna naam aur apni 11th class ki percentage(%) batow.
sab one by one batany lagy.
phir meri bari Aai.
Ali- mera naam Ali hey. mery 11th class main 97% marks hain.
yeah sun kar puri class meri traf daikhny lagi.
Madam- hindi main kitny hain
Ali- 90%
Madam- very good. lakin iss bar hindi main bhi mehnat kerna. next time 100% leny ki kosish kerna.
Ali- yes madam.
phir puri class ney mery liay Talia bajai.. ( madam key kehny par )
phir classes hoti rahi aur chutti hoo gai.
main wapis ajay aur vijay kay sath hostel gya.
khana kha kar main hostel sey bahir nikal aya aur sehar ghoomny laga. aur apny bary main sochny laga.
Ali- (kia meny jis baba ji ki Help ki thi us ney such kaha tha. lagta too hey Q kay Us ney meri taqat daikh kar andaza lagaya tha jab meny 60kg ki 200 boria truck main load ki thi wo bhi bina ruky 2 ghanty main . lakin main too raat kay dark(siah) andhery main main daikh sakta hu, diwar kay paar bhi daikh sakta hu, dour koi cheez ho to bhi nahar Aa jati hey... main bakio sey alag Q hu... ?
us baba ji ko laga tha kay mujh main bohat taqat hey khi koi mera galat faida na utha ley.
mujhy apni shaktia chupa kar rakhni hon gi)
yhi sochty ali sehar ghoomta reha.
Ali ney daikha kay ik admi bhag reha hey shakal sey hi gunda lagta hey. uss kay pichy police lagi hey. ali jan bujh kar uss admi sey takra gia.
wo admi nichy gir gia. aur ali ko gussy sey daikhny laga.
Ali- I am really sorry sir. app ko lagi too nhi.
tabhi 3 policewaly pohunch gay aur usy pakar lia
wo mujhy gussy sey daikhta hua chala gia aur main wapis hostel Aaa gia.
next day...
ajj main ajay aur vijay kay sath colg gia aur sara din classes li
phir chutti kay time mujhy madam rukmari mil gai.
Rukmari- Ali.
Ali- ji madam.
Rukmari- beta meri principal sey baat hui hey. wo keh rehy thay kay ali ko hindi main thori madad karo, kay tum top kary aur humary colg ka naam ho.
Ali- madam main puri mehnat karu ga.
Rukmari- wo too mujhy pata hey. iss liay meny faisla kia hey kay tum kal sey mery ghar Aa jaow hindi ki extra class (tution) leny.
yeah sun kar main soch main dub gia. phir madam ko Ok keh dia aur ghar Aa gia.