29-12-2017, 01:22 AM
UPDATE - 28
Ali mountain sey nichy kood gia.
aur nichy ik bary seyy pier(tree) ki top par gira.
Ali tree ko torta hua zameen ki traf Aany laga..
lnichy girny ki speed kam ho chuki thi, Par Ali ko bohat chot lagi.. jisam par zakham ban gyy.
tabhi Ali ney tree ki ik shakh ko pakar lia. aur latakny laga.. jism main kafi dard hony laga.
Ali ka sharir bohat ghayal ho chuka tha. jism par jaga jaga zakham kay nishan thay.
Ali ney apna hath chor dia.. jasy hi zameen par gira too. Ali ko (behoshi) niend Aany lagi.. aur Ali soo gia.
.
.
.
(abb Aagy ali ki zibani)
main ney apni ankh kholi too daikha kay har traf dark andhera hey.
main sochny laga kay kia main mar chuka hu.
lakin Ali ko yeah ehsaas ho gia kay wo zinda hey.
Ali uth kar khara hua too idhar udhar daikhny laga..
har traf andhera tha... lakin ali apni powers ki waja sey raat kay dark andhery main bhi daikh sakta hey.. jeay din ki roshni main hoo.. (lakin har cheez ka colour different ho jata hey)
main ko har traf red trees nazar Aany lagy.. yrah ksi terha ka jungle sa tha.
mujhy apni bike yaad Aai aur Ali bhagny laga..
30 mint iss jungle main bhagny kay baad mujhy mountain kay uper jany ka rasta mill gia.. main uper char gia. yeah ali kay liay ziada mushkil nhi tha.
.
.
.
jab Ali mountain sey nechy utra too apna bike dhundny laga..
ali ney apni powers use ki too bike ko ik ______ kay pichy daikh lia..
bike nikala, start kia aur nikal gia apni manzil ki traf.. NOOR kay ghar yeah batany kay mera ka pyar sucha hey.
Ali kay jisam par dress phat chuki thi. aur khoon ki waja sey khraab thi.
Ali jab NOOR kay ghar kay paas phunch gia too bike dour rok dii.. Ali janta tha kay gate par 2guards hain.. jo ali ko kabhi itni raat main ander nhi jany dain gyy, woo bhi aisi halat main...
Ali back side ki bari diwar par char gia.. aur ander kood gia.
NOOR ka bangla kafi bara aur sundar tha..
Ali ander gia aur bina sochy samjhy ghar kay bahir kay pipe sey bohat tezi sey uper cherny laga.
jab uper phunch hia too NOOR waly room ki window sey ander ghusny laga..
time raat 1:00 pm
lakin ander ka manzar daikh kar Ali ki ruah kaamp gai.. Ali ko apni ankho par vishwas nhi hoo reha tha.
Ali ki ankho sey ansoo nikalny lagyy.. yeah dusri baar Ali tuta hua dill bhi... bikhar kar jal gia..
( Ali too NOOR ko yeah batany aya tha kay ajj jiss pyar ko uss ney thukra dia hey woo sucha tha. lakin yhan toooo. )