23-04-2018, 08:18 PM
Bheed ko kya chahiye hota hai – haath saaf karne ka mauka. Aur phir shuru hui saamuhik pitaayi. Bheed ne us launde ko maar maar ke behosh kar diya. Vicky ne Ayesha ko ishaara kiya aur wo wahan se nikal pade.
Society tak wo sab chup chaap rahe aur phir jaise Vicky aage jaane laga Ayesha ne kaha “Vicky bahut bahut shukriya”
Isse pahele Vicky koi jawab de paata, Mohd bol pada “beech mein kyon pade, main police ko bula hee raha thaa”
Ayesha ne Vicky ko dekha aur aankhon mein jaise maafi bhari thee ki mera pati duffer hai jo aisa kahe raha hai par main ehsaanmand hoon.
Vicky smile karte hue aagey nikal jaata hai.
Agle din wo phir sair pe milte hain, Ayesha apni padosan ke saath hee hoti hai par wo log ek doosre se Namaste kahete hain. Jaise hee Ayesha kal ki baat uthaane lagti hai, Vicky aankh ke ishaare se mana kar deta hai aur chup chaap aagey badh jaata hai. Apni walk khatm kar rahi Ayesha ek jagah notice board pe dekhti hai Vicky ka naam aur taxi service likha hota hai. Wo ek photo kheench leti hai aur apni padosan se kaheti hai “badiya hai agar taxi pahele book ho jaaye”
Padosan haan mein sir hila deti hai aur bolti hai “maine khud use ki hai Vicky ki taxi, bahut achhi gaadi chalata hai aur rate bhi waajib hain. Delhi mein chala rakkhi hai gaadi toh yahan easy raheta hoga”
Ayesha smiles.
Ayesha – ye roz roz jo new mein sunte hain ki kisi taxi service ke drivers ne ** kar diya, us se toh jana pehchana better hai.
Padosan – Waise tum toh ho aisa maal, ki koi bhi chad jaaye
Ayesha – chup (aur wo smile karti hai)
Padosan - Tum Vicky ko lagta hai pehchaanti nahin ho
Ayesha – kaun hai
Padosan – arrey woh ladka jo abhi Namaste kar ke gaya
Ayesha – achha wo hai. Main to aise jaanti hoon ki 3-4 din pahele usne hamari gaadi theek karne mein madad ki thee
Padosan – ok ok
Aise karte karte dono apne ghar chali jaati hain