01-03-2018, 05:11 PM
Abb to ye roj ka kissa ho gaya… hello kissi aur bye kissi… Maya study karti aur mai usme dooba rahta tha… Doston meri padhai ki to lag gayi thi … after kiss n all Maya ne mujhe dosto se thoda door to kar hi diya tha …par mere dost bhi kam sanki nahi the… pahle to mera padhne me mann naa lagne ki wajah poonchhi par mai to Mayamay ho gaya tha… sabb chhipa le gaya… par dost mere subah ke do ghante mere ghar par hi jane kya kya mujhe gutti pilate rahte… par mujhe abb Maya ka sath achha lagne laga tha … uske aage baki sab baki sab feeka…
par jaane kaun sa suroor sawaar tha exam ke 15 din pahle maya par.… mujhe jaldi bulaya usne… jab mai uske kamre me pahuncha to pata chala ki uska b'day tha… mai usse gussa bhi hua ki agar wo batati to mai koi party karta but usne bola ki mai uske sath hoon yahi uski party hai… hamne khoob dhammal kiya… par tabhi baahar gaadi aakar khadi ho gayi… Maya ka to chehra safedd pagg gaya… aur meri to fa** hi gayi thi …ye koi aur nahi uske bhaiya the… Dr Rajesh… jinhe maine uss din pahli baar dekha tha…
Maya ne mujhe wardrobe me chhipa diya… mai apni kismat ko kos raha tha ki agar aaj pakda gaya to meri band jarur bajni thi… bahut kharab nikli kismat uss din… Maya ke bhaiya ne b'day ke karan shaam ka off liya hua tha… Maya ko bhi coaching nahi jane diya… pizza order hua… wo bhai bahan hall me aur mai maya ke kamre me akela… thanks to Maya ki mujhe bhi pizza de gayi warna bhookh se hi mar jane wala tha mai to… abb bahar to jaa nahi sakta tha… ghar par msg kar ke ye bata diya ke dost ke ghar rukunga…
Raat ke kareeb 10 baje jab Maya aayi to mujhse baar baar sorry bolne lagi… uski bhi kya galti thi… buri tarah fans chuka tha mai… aur ant me koi bhi tarkeeb kaam naa aayi to Maya ne mujhe uske sath uske room me hi rukne ka offer diya… mere paas aur koi option bhi nahi tha…ek taraf Maya ke bhai se pitne ka darr to doosri taraf ek ajeeb si feeling thi ye bhi ki mai Maya ke sath akela hoon uske room me …