25-06-2018, 06:55 PM
update:1
**** saal ka masoom sa vinay apni massi ke sath hospital ke icu ke bahar betha hua tha. uske papa ander icu mai apni jindgi ke lye ladh rahe thee….ek anjaan sa khof uske massi mama aur mami ke chehare par chaya hua tha….jab kabhi koi nurse yaan ward boy icu se bahar atta, toh uske mama (ajay) apne jija ke bare mai unse poochate…..par koi bhee kuch jawab nahi dee raha tha….vinay khofjada apni massi se chipaka hua tha…..usne apni massi ke chehare ke taraf nazare uthate hue sehame hue lejaje se kaha…”massi jee mummy kaha gaye hai…..wo abhi tak aye kyon nahi…..”
Sheetal: aaj jayege beta….wo tumhare papa ka operation hona hai naa…uske lye paise lene gaye hai.
Sheetal ne apne bhai yani ke vinay ke mama ke aur lachargi se dekhate hue kaha….ander vinay ke papa ke halat behad kharab thee…..jayda daru peen eke wajhe se unki dono kidney kharad ho chuki thee. aur doctors ke pass sirf ek hee akhiri rasta bacha tha….kidney transplant ka….par itna mehanga operation karwana koi asaan kaam nahi tha….private hospital mai jab tak aap fees jama nahi karwa dete toh wo operation kaha karate hai….uski mami (kiran) uske pass aati hai…..aur vinay ke sar ko paloste hue sheetal se kehati hai…”didi kabhi socha nahi tha…aaj ye din bhee dekhana padhega…..hum toh badi didi ke koi madad nahi kar paa rahe…..”
Sheetal: haan bhabhi abb aur kar bhee kaya sakate hai…..jija jee pichale ek saal se bimar hai….jo humare pass bhee tha….wo bhee humne sab jija je eke ilaaj ke lye laga daya hai……abb toh **** ka hee bhorsa hai…..tabhi icu se ek doctor bahar atta hai….toh ajay teji se uski taraf badh kar uska hath pakad leta hai. “doctor sahab abb wo kaise hai……” doctor ek baar unke taraf ghabareeta se dekhata hai….wo dheemi se awaz mai kehata hai…..”I am sorry sir, par hum unhe bacha nahi paye…..mene toh aapko pehale hee kaha tha ki, aap inhe kissi acche hospital mai admit karwa dain…..”
Tabhi peeche se kuch girane ke awaz aati hai…..sab chonk kar uss taraf dekhate hai……waha neelam vinay ke mummy khadi thee……jaise wo but ban gaye ho……ussne doctor ko kehate sun laya tha ki, abb uska pati iss dunaya mai nahi raha……uske baal buri tarah se bikhare hue thee….uska dupta ek kandhe par lataka hua neeche farsh par dhool chaat raha tha….uske samane ek packet gira hua tha….hospital ke uss gallery mai mataam sa chaa jata hai…..kiran aur sheetal dono ussi waqt neelam ke taraf bhagati hai. rote hue bilkhate hue, ajay bhee apne behan ko un behad dard naakh paalo mai sahara dene ke lye agge badhata hai……sab ro rahe thee…..aur vinay bench par betha hua un sab ko rota dekh apna dil chota kar leta hai…..
Par neelam ke ankho mai ansoo naa thee……wo vinay ke taraf dekhati hai…..aur apni behan sheetal se kehati hai…..”sheetal tum vinay ko bahar lee jao…..dekho mera bacha kaise kumlaah gaya hai……” sheetal palat kar vinay ke aur dekhati hai…..aur phir usse bahar lee jati hai….neelam gumsum se bench par beth jati hai…..ajay aur kiran neelam ke pass beth kar honsal dete hai….par wo khud uss ghatana se bhot dukhi thee….unke ansoo roke nahi ruk paa rahe thee…..”bhaya aap unki body ko ghar le jaye…aur antim sansaakar ke tayar kejaye……” ye keh kar neelam uth kar reception par aati hai…aur waha khade ek ladke se ek paper aur pen mangati hai…..aur usme kuch likhana shuru kar deti hai….
Thodi der baad sheetal vinay ko lekar wapis aa gaye….aur neelam ne usse wo paper fold karke apni behan sheetal ko daya…..”ye kaya hai didi……” usne subakte hue kaha…..”isse abhi mat kholana….jab tumhare jija jee ka antim sanskaar ho jaye….uske baad isse padh lena….sheetal agge se kuch nahi kehati aur uss paper ko chup chap apne pass rakh leti hai….postmortem ke baad vinay ke papa ke body unhe sonp dee jati hai…..sheetal ka ghar bhee ussi sehar mai tha…..yaha par neelam apne pati aur bête vinay ke sath rehati thee……agle din jab sanskaar ka waqt hua toh, sheetal kuch samaan lane ke lye store room mai gaye…..par jaise hee wo store room mai phunchi toh samane ka nazara dekh wo ek dum se cheekh uthi….
Uski badi behan pankhe ke sath lataki hui thee…..gaale mai rassi thee….pata nahi kab usne fanda laga kar atam hatya kar lee……neelam ke ghar mai mataam ka mahool aur dukhmaye ho gaya…..thodi der mai aye hue sabhi ristedaar waha ikatha ho gaya……vinay abb anaath ho chuka tha…..sabhi ke maan mai yahi sawal tha ki, akhir neelam ne aisa kyon kaya….usne ek baar bhee kyon apne bête ke bare mai nahi socha….kyon uss masoom ko wo akela chor kar chali gaye….baap ka saya toh pehale hee uske sar se uth gaya tha…..aur kyon abb usne vinay ko apni mamta se bhee vanchit kar daya tha……
Sawal anaik thee…..par jawab kissi ke pass nahi tha…..kehate hai naa jane wale toh chale jate hai…..par jindgi kabhi nahi rukati….dono ka antim sanskaar ho chuka tha….vinay ko uske mama mami apne sath apne ghar lee gaye…..abb uss bechare ka tha bhee kon….vijay ke mama bhee ussi city mai rehate thee…..neelam ke ghar ke pass hee unka bhee ghar tha….uss raat sanskaar ke baad sheetal ne apni behan ka daya hua letter khol kar jab dekha, toh uske rongate khade ho gaye……uske sare sawalo ka jawab uss letter ke chand shabadon mai samhit tha…..iss baar jo sheetal ke ankho se ansoo nikale….wo sirf pani ke nahi thee….balke khoon ke ansoo thee….
Par jo uss letter mai likha tha…..usse wo sab apne tak seemat rakhana tha….sheetal ke do betayan thee. ek vinay se do saal choti thee…..aur ek vinay ke hum umer……jo sheetal ne apne bhai ko godh dee hui thee…..kyonki vinay ke mama ke apni koi santaan nahi thee….kyon nahi thee…..ye mai bhee nahi janata. Haan unhe ne apni santaan ke lye har sambhav jagah thokhare jaroor khai thee….par unke ghar bache ke kilkari nahi gunji thee……uske baad sheetal ne usse apne beti dai dee thee….sheetal ka ek beta bhee tha…jo sabse chota tha…..
Udhar mami ke ghar mai vinay ke hum umer uske behan vaishali thee…..jo ussi ke class mai thee….haan wo uss gaon ke school mai padhati thee…..mama mami aur vaishali ke ilava unke ghar mai uske mami ke choti behan bhee rehati thee…..jo waha higher study ke lye aye hue thee….uska naam mamta tha….uski shadi abhi 6-7 mahine pehale hee hui thee…..shadi ke baad uska husband wapis uk chala gaya tha..wo wahi par job karta tha…..isslye shadi ke baad bhee usne apni study jari rakhi thee…. dhere-2 waqt beetata gaya….sheetal ne vinay ke jimedari uske mama ko sonp dee thee…….
Vinay ke roop mai unhe apna beta mil gaya tha……uske mama kapdho ke dukan chalate thee… jayda bada business toh nahi tha…..par dukan acchi chalati thee…..vinay ka admission bhee vashali ke school mai karwa dee thee…..vaishali ke sath ke karan vinay jalad hee apne mummy papa ke gujarne ke gam se bhaar aa gaya tha….dono ikhate school jate ikhate ghar wapis atte. Sath mai khelate aur sath mai khanna khate….aam bhai behano ke tarah hee apps mai jhagdate bhee…..unke jhagdo ko dekh kar jab vinay ke mami gussa hoti toh, uske mama mami ko tok dete….aur kehate kee, mat danata karo inhe….sahi baalpan dekhane ke lye hee toh humane pata nahi kaha-2 dakhe khaye hai…..
Vaishali toh kiran ko apni maa hee samjati thee…..aur usse maa hee kehati thee…..usse toh pata bhee nahi tha ki, uske mama ne usse godh laya hai…par vinay abhi bhee unhe mama mami hee kehata tha…..uski massi sheetal roj dophar ko unke ghar aati thee….uske bache bhee sath mai aa jate thee….bache aaps mai mil kar khoob dhama chokadi machete thee….sheetal ne apne kharache par ek dai ko rakh laya tha….wo roj dophar ko ajay ke ghar aati, aur vinay ke malish karti….par band kamare mai…..dai ke age koi 65-70 saal ke kareeb thee….
Par phir bhee kiran ko uss dai ka vinay ko band kamare mai lejakar malish karna kuch atapata sa lagata tha…..par sheetal ne keh daya tha….ki wo ye sab uske kehane par kar rahi hai…..vinay dhere -2 8th class mai phunch gaya tha…dosto aap toh janate hee ye umer kaise hoti hai…. dunaya bhar ke tamaam jankari hasil karne ke hasrat iss umer mai jor lagane lagati hai…. iss umer ka har ladka yaan ladki har uss cheez ko janane ke kosish karta hai…..jisse bade unse chupa kar rakhate hai…..yahi haal vashali aur vinay ka bhee tha……..