Bilqis ko TALAK milnay paar koi zeyda gham na mehsos huwa.
Is ki aik waja yeh thi kay wo khud bi rooz rooz ki maar kutai say tung aa chuki thi. Dusra waja yeh thi kay Bilqis ko shadi kay do saloon main koi aulad nahi huwi. Is liy us ko apni taalq ka zeyda gham nahi huwa.Kion kay agar auld ho jati to phir talak kay baad us kay liy apni aulad ko aiklay palna bi aik masla hota.
Razia Bibi aur Zahid ko Bilqis ki talak ka dukh to bohat huwa. Magar wo bi is baat ko kismet ka likha samaj kar sabar kar gaiy.
Talak kay baad Bilqis kay liy chand aik aur rishtay aiy. Magar jo bi rishta aiya wo ya to Bilqis kay bhari jism aur sanwalay rung ki waja say pehli dafa kay baad dubra wapis na lota.
Ya wo mard pehli biwi kay hotay huway dusri shadi kay khowaish mund thay. Ya phir Bilqis say kafi umar walay RUNDAWAY thay. Jin kay pehli biwi say bi bachay un kay sath hi thay.
Humray mohasray main aaj kaal achay aur paray likhay larkoon ki kami ki badolat kaam umer aur kanwari larkiyon kay rishtay bohat mushkil say ho rhay hain.
To aik bari umer ki talak yafta larki jis ka jism bi thora bhari ho aur sath main rung bi thora sanwla ho to us kay liy koi acha rishta ana bohat hi kushnasbi ki baat hoti.
Kion kay pehli shadi ka tajerba Bilqis kay liy acha nahi tha. Is liy wo nahi chati thi kay kisi bachoo walay ya buray admi say shadi kar kay wo aik nai musbat apnay galay main daal lay.
Isi liy in halat main Bilqis nay apni ammi say keh diya kay ab wo dubra shadi nahi karay gi.
Bilqis ki ammi nay apni beti ko us kay faisla badlnay ki bohat kosish ki magar Bilqis apni baat paar ari rahi. To us ki ammi nay bi us ki zid kay agay haar maan kar khosmhi ikhtiyar kaar li.
Choon kay Bilqis nay apni shadi kay baad bi apni nokri nahi chori thi. Is liy us nay dubra sahi ka khayal apnay dil say nikal kar apnay aap ko apni job main masroof kar liya.
Ab Bilqis ki umar 30 saal ho chuki thi aur us ko talak huway bi aik saal ka arsa beet chuka tha.
Is aik saal kay duran Bilqis pehlay jaisay nahi rahi thi. Talak kay dukh nay us ko pehlay say ziyda sanjeda aur apnay aap say LA PERWA bana diya tha.
Wo shadi say pehlay bi apnay upar zeyda dehaan nahi deti thi. Magara talak kay baad to wo baas aik zinda lash ki tara apni zindgi basar kar rahi thi.
Apni behan Bilqis ki is halat ka Zahid ko bi ahsas aur anzda tha. Magar wo yeh samaj nahi paa raha tha kay wo kaisay apni behan ki UDASI ko khatam karay…