Update 42
Amme ke hone se ghar me thodi raunak thi, par Aakash ke na hone se Payal ko thoda suna sa lag raha tha. Thode bahut akelapan Amme se dur ho jata tha, aur kuch Drish ke sath waqt bita kar. Lekin aankhon me to bas Aakash ka he intzar tha usse gaye 2 mahine se upar ho gaya tha lekin koi khabar ab bhi nahi thi.
Ek saam to Drish bhi Amme se puchh he liya apne jiju ke bare me, aur Amme sir pit'ti kahne lagi.... "Kya Drish tumhe kya sapna aata hai, main bhi abhi Aakash ke bare me he batane wali thi"
Aakash ki khabar sun kar he Payal ke kaan khare ho gaye... Payal bari utsukta se puchhti hui.... "Amme jaldi batao na kab aa rahe hain wo"
Amme.... Aay hayy, mera dulha chhin kar khud betab bani hai, ja nahi batati
Payal.... Hehe, maine kab chhina, wo to pahle tum sab ka he hai baad me mera... Ab bata bhi do please..
Amme.... Usse aane me hafte din aur lag jayenge, lekin kaam uska pura ho gaya hai...
Payal.... Ab ye kya hai, ek to jab se gaye ek phone tak nahi kiye, aur kaam pura bhi ho gaya phir bhi wo nahi aayenge. Mujh se naraj hai kya...
Amme.... Nahi re, naraj nahi hai... Bas uske phone ka intzar karo uska phone aayega aur wo sab khud he bata dega.
Aakash ka phone aane wala tha. Jab se Payal suni tab se mobile ko hath me bas liye ghum rahi thi.. Intzar, intzar aur ek lambe intzar ke baad raat ke takriban 12:30am baje Payal ke mobile ki ring baji... Yahan ring kya baji mobile ki, Payal ki dharkane bajne lagi.... Payal lahrati lay me "helloooo" kahi...
Aakash.... Kaisi ho Payal....
Payal.... Huhhh ! Bahut nirdayi ho aap, koi apni patni se itna dur hota hai, jao main nahi baat karti aap se. Gaye to aise uljhe ki meri yaad bhi nahi aayi....
Aakash.... Sooo sorry, yadi dekh sakti ho to dekh lo, dono kan pakdey hun.
Payal.... Jhoote, dono kan pakdey ho to mobile kya paun se pakdey ho...
Aakash.... Heyyy meri thanedarni, baba jo bhi jhagra karna hai, kahna hai kosna hai sab yahan aakar karo na. Tum se milne ko tarap gaya hun.
Payal.... Kahan, kahan aana hai mujhe.
Aakash.... Yahan mere pass, nainital ke hasin wadiyon me, jahan main aur tum honge...
Payal... Par main yahan kya kahungi, aur chhotu ko akela kaise chhor dun.
Aakash.... Payal, usse khud se bhi jina sikhne do. Aur waise bhi wo khud me bahut sakchham hai.
Payal.... Lekin aap samjhte kyon nahi, mera dhyan ussi par laga rahega.
Aakash.... Dekho tum usse apang bana rahi ho, aise to wo zindgi me khuch kar nahi payega. Payal hum sab ko kabhi na kabhi iss ka samna karna prta hai. Sab se dur hokar khud ki pahchan bana'ni he parti hai. Ab koi baat nahi iss par, waise bhi Amme hai uske pass jyada chinta mat karo.
Payal.... Lekin main akeli kaise aaungi, aur kahan aaungi...
Aakash... Tum bas wo packing kar lo... Baki Amme hai na sab sambhal legi...
Payal.... Amme na hui robot ho gayi... Koi bhi kaam hai Amme sambhal legi, thik hai aakar he khabar leti hun main aap ki. Ab phone rakho mujhe sona hai...
Aakash... Muahhhhhh.. So jao, par yaad rakhna chahe jo ho jaye yahan sone ki koi jugad na milega... Sari raat jagne ke liye taiyar ho kar aana....
Aakash ki baat par Payal muskurati phone ko cut kar di, aur subah uth kar jane ke liye packing karne lagi... Amme bhi 11:00am baje tak aa gayi. Payal, Drish se milkar usse sab samjha di... "Thode din ke liye wo ghumne ke liye ja rahi hai, apna khyal rakhe, aur roj usse phone kare".
Payal, Drish ka chehra dekhti ghar se nikal gayi, Mumbai se delhi aur Dekhi se Nanital ka flight li aur urr kar pahunch gayi Aakash ke pass. Aakash Naiital airport par he Payal ka intzar kar raha tha.
Payal jab airport par Aakash ko samne dekhi to apna sara saman niche chhorti bhagti uske bahon me chali gayi. Lipat kar uss se roti hui kahne lagi.... "Kya aap ko meri yaad bhi nahi aati thi, thik se dekhi bhi nahi thi, aur itne dino ke liye kaam par chale gaye".
Aakash, Payal ko apne bahon me samt'te huye uake aanshuon ko pochha, uske sir ko chumte huye kahne laga.... "Tum to meri khabar lene wali thi na, phir tum he itni kamjor kaise par sakti ho. Abhi gussa aur jhagra dikhao na, rona bilkul achha nahi lagta".
Payal, Aakash ke kandhon par marti hui ... "Unnn unnn" karti hui ... Us se phir se simat gayi. Aakash uska saman utha'ta, kamar me hath dale dono chal pare aur hotel aa gaye. Payal hotel ka kamra dekhi to bas uske chehre par pyari si muskaan aa gayi.
Phulon se sej sazi thi, pura kamra bilkul kisi dulhan ki tarah he sazi thi, ajib sa nasha tha kamre ke mahol ko dekhte he. Payal muskurati Aakash ki ore dekhi, aur najren jhukati kahne lagi aap ab mere call ke baad he yahan aaeyega....
Aakash muskurata Payal ki baat maan liya, aur hotel se nikal aaya.... Payal bhi jaldi se market gayi, wahan beauti-parlour ka pata ki, aur ek beautician ko hotel ke kamre me sajane ka agrah karne lagi.
Beautician taiyar ho gayi aur Payal ko sajane hotel he kamre tak aa gayi. Andruni se bahri uska pura shringar kar ke usse puri dulhan ki tarah saza kar wo chali gayi.
Payal bistar par bikhre gulab ke ki ek pankhuri utha kar dekhne lagi.... "Aaj main bhi toot kar aise he bikhar jaungi" ... Sochti hui he Payal khud me sharma gayi, aur bistar par ghunghat bana kar baith'ti hui Aakash ko phone laga di.
Kuch der baad he jhtke se darwaja kholta Aakash ander aaya. Drawaje ke khulte he Payal ki bhi dharkane tej ho gayi. Ghunghat ki aar se wo Aakash ko dekh rahi thi. Sherwani pahne bilkul kisi sahzade ki tarah lag raha tha.
Aakash mej par rakhe doodh ka glass utha'ta pura doodh ek sans me pi gaya... Kadam badhata hua ja kar bistar par baith gaya....
"Mera chand aaj ghunghat ki aar me hai" ... Kahte huye Aakash ne dhire-dhire ghunghat upar karne laga. Har dulhan ki sapno ki raat thi ye, Payal ki dharkane abhi se he bekabu ho rahi thi....
Ghunghat pura utha, Payal apna sir jhukaye thi. Sharm ki lali saaf uske gaal par najar aa rahi thi. Aakash apni do ungliyon se uski thuddi pakar kar chehre ko upar uthaya... Payal aankhen mundi bas khud ko Aakash ko samrpit kar chuki thi.
Chehra upar utha kar Aakash ne pyar se pure chehre par apna hath firaya aur un band palkon ko chum liya. Halki muskan aur haya ki lali saaf najar aa rahi thi Payal ke chehre par.
Payal ke galon ko apne haton me tham kar usse najar bhar dekhne laga. Dhime se apni palken utha'ti Payal bhi Aakash ko niharne lagi. Payal ki najren jaise puchh rahi ho "kya hua".
Aaksh usse "I Love You" kahte huye phir se dekhne laga. Payal bhi "Me Too" dhire se kahi aur dono ek dusre ko dekhne lage. Dono ke hoth pass aur pass aate gaye aur Aakash ne Payal ke hothon ke hoton ko pyar se chhu liya.
Labon pe jab lab ke chuane ka ehsaas hua to Payal ek madhosi me dub gayi. Hoth khul gaye Aakash ke hoton ke chumban ke liye. Apne anguthe se Payal ke hoth maslte huye Aakash ne apne hoth Payal ke kano ke niche laga diye.
"Ishhhh" karti Payal ne apne gardan halki bayen ore jhuka li. Aakash gardan ko chumta hua, uske kan ki baliyon par apne jibh firane laga. Dono apne suhaag raat ko madurmay tarike se manane me lin ho chuke the, aisi raat jise puri raat jag kar yadgar banana tha.